Song: Besharam Rang
Movie: Pathaan
Singers: Shilpa Rao, Caralisa Monteiro, Vishal, Sheykhar
Musicians: Vishal-Sheykhar
Lyricists: Kumaar
Hume to loot liya milke
Ishq walon ne
Bohat hi tang kiya ab tak
In khayalon ne
Hume to loot liya milke
Ishq walon ne
Bohat hi tang kiya ab tak
In khayalon ne
Nasha chadha jo shareefi ka
Utaar phenka hai
Besharam rang kahan dekha
Duniya walon ne
Mujhme nayi baat hai
Meri aadaton ke sath hai
Hai jo sahi woh karna nahi
Galat hone ki
Yahi to shuruwat hai
Nasha chadha jo shareefi ka
Utaar phenka hai
Besharam rang kahan dekha
Duniya walon ne
Hume to loot liya milke
Ishq walon ne
Bohat hi tang kiya ab tak
In khayalon ne
Hume to loot liya milke
Ishq walon ne.
Besharam Rang lyrics
Shilpa Rao, Caralisa Monteiro, Vishal, Sheykhar
0 Comments