Kitni Makhmoor hain tumhari aankhen Dil ka saroor hain tumhari aankhen, Makhmoor Aankhen, kitni makhmoor hain tumhaari ankhain,

 SONG: MAKHMOOR AANKHEN 


Kitni Makhmoor hain tumhari aankhen

Dil ka saroor hain tumhari aankhen


Tujhko kasam hai meri ab to aaja

Aankhon ke saagar se aakar peela ja


Nashai mein choor hain tumhari ankhain ankhein

Dil ka saroor hain tumhari aankhen


Hijer ki raaton main mein tum ko dhoondu

Gham ki baraaton main mein tum ko dhoondu


Aise main door hain tumhaari ankhain

Dil ka saroor hain tumhari aankhen


Tu jees ko dekhe ab wo taab na laye

Palak japakte hi tera ho jaye


Jalwa-e-Toor hain tumhaari ankhain

Dil ka saroor hain tumhari aankhen


Raat suhani hai aur tum nahin ho

Ahid-e-jawani hai aur tum nahin ho


Pir kyun majboor hain tumhari ankhain

Dil ka saroor hain tumhari aankhen


Kitni Makhmoor hain tumhaari ankhain 

Dil ka saroor hain tumhari aankhen...